Jab mile mujhe pyaar se pyaar ka saath...

~¤Akash¤~

Prime VIP
Kabhi na kabhi to mulakat hogi ,
Sanam tu uss din mere saath hogi ,
Mohabbat ka guldasta liye hua haath ,..
Chahat ke phool ussmein sajaayein hua saath ,..
Karoonga mein intjaar uss din ka ,..
Sunehra woh din najaane aaye kab ,..
Jab mile mujhe pyaar se pyaar ka saath...
..
 
Top