dard tu bhi kya dard hai tujhko to main seh gaya

~¤Akash¤~

Prime VIP
Waqt k sailaab me jaane kya kya beh gaya

kat gaya kitna safar kitna baaki reh gaya

apni apni manzilen apne apne raste

kaun aage bad gaya kaun peeche reh gaya

woh bhi kya daur tha woh bhi kya tha samaa

haath se jab jaam chuta haath me kya reh gaya

dard se dil ne mere ek din tadapkar ye kaha

dard tu bhi kya dard hai tujhko to main seh gaya
 
Top