Shararat na hoti, shikayat na hoti,
Naino me kisi ki nazakat na hoti,
Na hoti bekrari na hote hum tanha
Agar jhan me kambakht ye mohabbat na hoti…..
Naino me kisi ki nazakat na hoti,
Na hoti bekrari na hote hum tanha
Agar jhan me kambakht ye mohabbat na hoti…..
Na hote ye sapne,
Ye khwabon ki duniya,
Kisi ko chahat ki tamanna na hoti,
Na julfo ki chaya,
Na phuloon ki khushbu,
Yaadon me ye unki ye raat na hoti,
Jo na hoti mohabbat
Ye ansu na hote,
Dil bhi na khota,
Aaj tanha na rote,
Deewano se apni ye haalat na hoti
Agar jhan me kambakht ye mohabbat na hoti…….
Ye khwabon ki duniya,
Kisi ko chahat ki tamanna na hoti,
Na julfo ki chaya,
Na phuloon ki khushbu,
Yaadon me ye unki ye raat na hoti,
Jo na hoti mohabbat
Ye ansu na hote,
Dil bhi na khota,
Aaj tanha na rote,
Deewano se apni ye haalat na hoti
Agar jhan me kambakht ye mohabbat na hoti…….