jo jahan me kambhakt ye mohabbat na hoti.........

~¤Akash¤~

Prime VIP
shararat na hoti;shikayat na hoti
naino me kisi ki najakat na hoti;na hoti bekarari nahote hum tanha;jo jahan me kambhakt ye mohabbat na hoti; na hote ye sapne- yekhushboo ki duniya ; kiisi ko chahat ki tamana na hoti; na julfo ki chaya na phulo ki khushbu ;yadon me unki ye raatein na kat ati; jo nahoti mohabbat ye aansu na hote;dil bhi na khota aaj tanha na rota
majnuo sii apni ye halat na hoti..
jo jahan me kambhakt ye mohabbat na hoti.........
 
Top