zindgi ka safar

@n@@m

unknown but known to all
Meri zindagi aaj ek kahani kah nikli
ankhon se boondoon ke nadyan bah nikli

aaj zindagi ka safar kali siyahi se hai likha
kiya aur koi imtehan zindagi ka hai rakha

jo kabhi na socha tha aaj woh ho para
ghut ghut ke har lamha aaj mein marta raha

kash ye sab kuch jooth hota
mein aaj ke har lamhoon mein unke kareeb hota

pal bhar mein lagta hai sab ho gaya khatam
ai khuda kar de mujhpar thori se raham

sans leta hoon har sans mein unki yaad aati hai
bas yaad hi hai jo ab unko mujse jor jati hai .​


writer:-unknown
 
Top