~¤Akash¤~
Prime VIP
suno mai ja rha hun
zara mai bank say is mah ki tankwah lay aaon
mujhay maloom hai bachon ki feesain bhi chukani hai
mai pichlay mah bhi kuch aur ikhrajaat mai uljha rha aur day nhi paya
tumhain bhi eid ki khatir naye kapray dilanay hain naye jootay dilanay hain
abhi bijli ka aur pani ka bill bhi to chukana hai
woh dalain , sabzian, aata, masalay lay k anay hain
buht say kharch hain tankwah thori hai magar phir bhi
parishani nhi karna
khuda sab theek kar day ga
chalo aisa karain gay ham naye kapray nhi lain gay
woh pichlay saal jo ik unsila kapra kharida tha
wohi lathay ka jora tum mujhay tayar kar dena
tumharay aur bachon k liye bazar say ham kuch naye kapray kharidain gay
zaroori to nhi k eid pay har bar ham bazar say kapray kharidain
chalo phir theek hai mai ja rha hun
gate ki kundi laga lena
hamaray shehr k halat kuch achay nhi hain aaj kal
abhi mai ja k thori dair mai ghar loat aon ga
zara mai bank say is mah ki tankhwah lay aaon
lines main nahi likhiya eslai pta nahi kis diyan ne chalo fir
aasi esnu unknown keh skde haan thank you