Full Lyrics Yeh Mann Lyrics – Aakanksha Sharma | Jannat Zubair

[JUGRAJ SINGH]

Prime VIP
Staff member
Kabhi kabhi udne ko karta mann mera
Kabhi kabhi bewajah hi muskurane lage
Kabhi kabhi aainon se baatein kar raha
Kabhi kabhi geet koyi gungunane lage

Teri chahat hai ya sohbat
Kuchh samajh na aa raha

Yeh mann banwra huye hi ja raha
Yeh mann banwra huye hi ja raha
Yeh mann banwra huye hi ja raha

Sajne lagi hoon, sanwarne lagi hoon
Bina baat yoon hi hasne lagi hoon
Nahi hosh mujhko na fikar koyi
Mil jaaye tera zikar koyi

Jaane kyun aahein bharne lagi hoon
Mujhpe ab tera nasha hai chha raha

Yeh mann banwra huye hi ja raha
Yeh mann banwra huye hi ja raha
Banwra huye hi ja raha
Yeh mann banwra huye hi ja raha
 
Top