Full Lyrics Yaara - Mamta Sharma - Bad-Ash - Lyrics

Goku

Prime VIP
Staff member
Main chaahu'n tujhe
Kissi aur ko tu chaahe yaara
Abb pyar nahi hoga
Humse phir dobara
Pyar karu'n main yaar
Tujhe enna saara
Ek janam hai kya
Sau janam bhi hai tujhpe vaara'n

Har pal har dua mein
Dua mein tujhe yaad karte hain
Sau sau baar karte hain
Mille har janam tu hi humko
Yehi fariyad karte hain

Jabb sochu'n tujhe sochu'n
Yehi kaam karte hai
Aaye jo tujhe hichkki
Hum yaad karte hain
Tere door jaane se
Din raat darte hain
Tere door jaane se
Din raat darte hain

Main sochu'n tujhe
Kissi aur ko tu soche yaara
Abb pyar nahi hoga
Humse phir dobara
Pyar karu'n main yaar
Tujhe enna saara
Ek janam hai kya
Sau janam bhi hai tujhpe vaara'n

Har pal har dua mein
Dua mein tujhe yaad karte hain
Sau sau baar karte hain
Mille har janam tu hi humko
Yehi fariyad karte hain

Keh diya sab kuchh par
Kuchh toh baaki hai
Mujhko toh teri ik
Nazar hi kaafi hai
Jis mein hai tu raazi
Uss mein hi main raazi
Jis mein ho tu raazi
Uss mein hi main raazi

Main dekhu'n tujhe
Kisi aur ko tu dekhe yaara
Ab pyar nahi hoga
Humse phir dobara
Pyar karu'n main yaar
Tujhe enna saara
Ek janam hai kya
Sau janam bhi hai tujhpe vaara'n

Har pal har dua mein
Dua mein tujhe yaad karte hain
Sau sau baar karte hain
Mille har janam tu hi humko
Yehi fariyad karte hain
Dua mein tujhe yaad karte hain
Sau sau baar karte hain
Mille har janam tu hi humko
Yehi fariyad karte hain
 
Top