ya larkaiaan kiya chahti hain

ya larkaiaan kiya chahti hain



har roz nay larkey ko phasati hain ..

har roz nay larkey ko phasati hain ...
aglai din bhool jati hain ...


akhir ya larkiaan kiya chahti hain ?

larkoon ko humesha bewafa keah jati hain ......
khud ko wafadar kehalwati hain ......


akhir ya larkiaan kiya chahti hain ?

larkoon ko dekh kar seetiyan (whistle) bajati hain .......
our oncha oncha shoor machati hain....


akhir ya larkiaan kiya chahti hain ?

unchi awaz main laraee karti jaati hain ....(College Vain..main)


khud tu kar rahi hoti hain dosroon ko b
sunati hain .......


akhir ya larkiaan kiya chahti hain?

kiyun yeh shel waar kamiz kaam our pent shaart zayada pehanti hain .......
pata nahin ya kiun aise shook paalati hain .......
akhir ya larkiaan kiya chahti hain ?

har aik sai wadei kar jati hain.......
baad main mukar jati hain ........
akhir ya larkiaan kiya chahti hain ?

piyar ko aik khel samajhti hain ...
aur har aik sai khel jati hain......
akhir ya larkiaan kiya chahti hain?

ajeeb ajeeb nazroon se dekhti hain .....
aur phir larkoon ko phaahneswatti hain .........
akhir ya larkiaan kiya chahti hain ?

larkoon se panga lai jati hain ....
aur phir haar kar muun (face)chupati hain.......
akhir ya larkiaan kiya chahti hain ......ehehehe......
 
Top