#m@nn# The He4rt H4ck3r Jun 26, 2011 #1 Mujhe khabar thi, woh Mera nahin paraya tha, Par dhadkanon ne, Usi ko Apna banaya tha, Main khawab Woh jise, Doondhta phira barson, Woh ashk ashk Meri, Aankh mein samaya tha, Tera kasoor nahin jaan, Meri tanhayi, Yeh rog Maine hi, Khud jaan ko lagaya tha......!!!! Writer
Mujhe khabar thi, woh Mera nahin paraya tha, Par dhadkanon ne, Usi ko Apna banaya tha, Main khawab Woh jise, Doondhta phira barson, Woh ashk ashk Meri, Aankh mein samaya tha, Tera kasoor nahin jaan, Meri tanhayi, Yeh rog Maine hi, Khud jaan ko lagaya tha......!!!! Writer