woh kal shab khawab mein mila tha yoon k haqeeqat ki dunia

~¤Akash¤~

Prime VIP
woh kal shab khawab mein mila tha yoon
k haqeeqat ki dunia se faraar ho gaya hon
tera milna is haqeeqat ka zamin ha
mein mausam e hijran se mausame bahaar ho gaya hon
yea kia hidat hey teri ankhon ki roshni mein
mein khooshi se gul o gulzaar ho gaya hon
tujh se kai baar kaha hay na udaas reh na udaas ker
tujhay bekarar dekh ker mein b beqarar ho gya hoon
tum mein hosla hay to aazma ker dekh lo
mein be etnaeian seh seh ker paidar ho gaya hon.....



lines main nahi likhiya eslai pta nahi kis diyan ne chalo fir
aasi esnu unknown keh skde haan thank you

 
Top