Lyrics ♥ Waqt Kate Nahin Kat ta Hai ♥

rickybadboy

Well-known member
Waqt kate nahi kat ta hai, tere bina mere sajan
waqt kate nahi kat ta hai, tere bina mere sajan
kaash yeh ho ke tu aa jaaye, beet na jaaye yeh sawan

dekhoon raahein teri raat din, aa bhi jaa mere dil ke karaar

mar na jaoon tadap ke kahin, yoon na kar tu mujhe bekaraar
yoon na kar tu mujhe bekaraar…
waqt kate nahi kat ta hai, tere bina mere sajan
kaash yeh ho ke tu aa jaaye, beet na jaaye yeh sawan

waqt kate nahi kat ta hai, tere bina mere sajan
boond paani ki tan pe gire, uthe man mein koi hulchul

aise sawan ka jhonka aaye, jo diye ko jalaye har pal
jo diye ko jalaye har pal….

Top