Vishwaas banke log zindagi me aate hain.... Khwab ban ke aankho me sama jate hain.... Pehle yakin dilate he ki wo hamare hain.... Phir na jane kyu tanha chor jate hain....