Kya Karun Main Ab Zyada Kuch Kar Bhi Nahi Sakta, Bin Uski Yaadon K Saharon K Main Zinda Reh Bhi Nahi Sakta, Yuhi Chup Chaap Basar Kar Raha Hun Zindagi Apni, Usne Kaise Kaise Zakhm Diye Hai Ye Main Keh Bhi Nahi Sakta...