Old Lyrics Tumko Khush Dekh Kar Lyrics - Aap Ke Deewane (1980)

Goku

Prime VIP
Staff member
Tumko khush dekh kar
Mai bahut khush hua
Tumko khush dekh kar
Mai bahut khush hua
Ye aankh bhar aayi
To phir kya hua
Phir kya hua
Tumko khush dekh kar
Mai bahut khush hua
Tumko khush dekh kar
Mai bahut khush hua

Kaun si sakh par kaun sa gul khile
Kaun si sakh par kaun sa gul khile
Yaro ye to nasibo ke hai faisle
Isliye phir kare koi shikva gila
Tumko khush dekh kar
Mai bahut khush hua
Ye aankh bhar aayi
To phir kya hua
Phir kya hua
Tumko khush dekh kar
Mai bahut khush hua
Tumko khush dekh kar
Mai bahut khush hua

Tumne kya kah diya
Humne kya sun liya
Tumne kya kah diya
Humne kya sun liya
Uljhne mit gayi aa gaya chain sa
Dard ko mil gayi jaise koi dava
Tumko khush dekh kar
Mai bahut khush hua
Ye aankh bhar aayi
To phir kya hua
Phir kya hua
Tumko khush dekh kar
Mai bahut khush hua
Tumko khush dekh kar
Mai bahut khush hua

Sari duniya se ye zindagi hai badi
Sari duniya se ye zindagi hai badi
Zindagi se magar dosti hai badi
Dosto dosti ke liye shukriya
Tumko khush dekh kar
Mai bahut khush hua
Ye aankh bhar aayi
To phir kya hua
Phir kya hua
Tumko khush dekh kar
Mai bahut khush hua
Tumko khush dekh kar
Mai bahut khush hua.
 
Top