tumharey paon ke niche koi zameen nahin, kamal ye hai ki fir bhi tumhe yakeen nahin. mai bepanah andherey ko subah kaise kahon, mai in na-zaron ka andha tamashbin nahin.