tum samajh sako to samajh lo meri likhi!!!!!

~¤Akash¤~

Prime VIP
uss taj mein bahut dikhawa hai
wo phool dard ka pehnawa hai
haan sundar bahut ye dono hain
par in par wishwas na aata hai!

shayaad wo yahan aajayegi
tumko bhi wo miljayegi
par yaad sada ye rakhna dost
askoon ka usse nata puraana hai!!!!!!
HAAN YAHI TO HAI BAAT
ashkoon ka usse nata purana hai!!!!

as aaj mujhe tum yaad karo
mere vicharoon se baat karo
maine jo samjha bata diya
iss ishare mein tumhe aagaj kiya
na isse jada hesiyat meri
main ek kavi
tum samajh sako to samajh lo meri likhi!!!!!
 
Top