Tum b chahat mein apna aisa hal kardo

~¤Akash¤~

Prime VIP
um apni ankhon ki kali sham merey nam kardo
Phir chahey jo ilzam merey nam kardo

Ik umer se tumhari chahat basi hai roh mein
Tum b apni har tumana mujhey dan kardo

Mein khuley Asman taley khara hon
Tum apni mohabat ki rida mujh par dhal kardo

Mohabat to hai iqrar ki mohtaj
Tum apna har lafz har sher merey nam kardo

Ankhein mondun to tumhey dekhon
Ankhein kholoun to tumhey paon

Tum b chahat mein apna aisa hal kardo
 
Top