Bikharti zulf ki parchaiyan mujhe de do Tum apni sham ki tanhaiyan mujhe de do Main tumko yaad karun aur tum chale aao Tuma apne pyar ki sachaiyan mujhe de do Main doob jaun tumhari udaas ankhon mein Tum apne dard ki gehraiyan mujhe de do