Full Lyrics Tujhse Mohabbat - Piyush Shukla - Shtak Sharma - Lyrics

Goku

Prime VIP
Staff member
Tujhse mohabbat ho gayi hai
Kaise jiyun ab yaara
Tujhse mohabbat ho gayi hai
Kaise jiyun ab yaara

Dil mein basi bas tu hi tu hai
Kaise jiyun ab yaara
Tu hi toh meri zindagi hai
Kaise jiyun ab yaara

Tujhse mohabbat ho gayi hai
Kaise jiyun ab yaara
Tujhse mohabbat ho gayi hai
Kaise jiyun ab yaara

Tera intezar karoon
Tujhse hi pyar karoon
Mere sapnon mein tujhe
Main ikraar karoon

Yaadon mein meri tu basi hai
Kaise jiyun ab yaara
Tu hi toh meri zindagi hai
Kaise jiyun ab yaara

Tujhse mohabbat ho gayi hai
Kaise jiyun ab yaara
Tujhse mohabbat ho gayi hai
Kaise jiyun ab yaara

Teri galiyon mein
Tujhe hi dhondhta hoon
Tere hi khwaabom mein
Khoya sa rehta hoon
Teri galiyon mein
Tujhe hi dhondhta hoon
Tere hi khwaabom mein
Khoya sa rehta hoon

Aankhon mein meri phir nami hai
Kaise jiyun ab yaara
Aankhon mein meri phir nami hai
Kaise jiyun ab yaara

Tujhse mohabbat ho gayi hai
Kaise jiyun ab yaara
Tujhse mohabbat ho gayi hai
Kaise jiyun ab yaara
 
Top