tere sahar me jaa.N_nisaar log aaj bhi hai.........!!!

~¤Akash¤~

Prime VIP
wo aksar pucha karta hai meri khamoshiyo.n ka raaj kya hai...
yu tanhayio.n me muskurane ki wajah kya hai..

firaq me rahta hai hardam ki kuch guft-gu ho mujhse..
wo aksar dil me uthate sailab ko thamne ki koshish karta hai..

nadan hai jo dil ki nahi aawajo ki bolli samjhata hai..
dil me chupe huye saazo ko sunne ke liye tarsata hai..

ek bar_daasht ki usne sari hadee nibhayi hai usne...
bas ek ranj-o-gum ki wajah pucha karta hai...

kis tarah vaaqif karu use mai apne haal se...
ki bezaar si duniya me ek tu hi to apna hai...

ehasaan hai uska jiski Khidamat-gaar me tu rahta hai...
tere sahar me jaa.N_nisaar log aaj bhi hai.........!!!
 
Top