Tere hath ke kash ma wo liker ban jaun

Tere hath ke kash ma wo liker ban jaun
Kash main tera muqaddar teri taqdeer ban jau
Main tujhe itna chahun k to bhol jaye har rista
Sirf main hi tere har rishtay ki tasweer ban jaun
Tu aankhain band kare to aaun main hi nazzar
Is tara main tere har khuwab ke taabeer ban jau......


By :dn
 
Top