Full Lyrics Tere Do Naina - Ankit Tiwari - Gourov-Roshin - Danish Iqbal Sabri - Lyrics

Goku

Prime VIP
Staff member
Teri nazron se jo nazrein mili
Achanak badalne lagaa
Jana chaahoon kahin
Na jane kyon teri oar chalne laga

Tere paas jab bhi aaun
Main khud ko bhool jaaun

Yeh tere do naina
Kare hain ek pal mein
Hazaaron baatein
Yeh tere do naina
Jagaye rakhte hain
Kyon saari saari raatein
Yeh tere do naina

Tu mila to laga hai
Ab mukammal huyi har kami
Tu mera aasman hai
Haan tu hi to hai meri zameen
Toone jeena hai sikhaya
Maine tujhmein khud ko paya

Yeh tere do naina
Kare hain ek pal mein
Hazaaron baatein
Yeh tere do naina
Jagaye rakhte hain
Kyon saari saari raatein
Yeh tere do naina

Teri nazron se jo nazrein mili
Achanak badalne lagaa
Jana chaahoon kahin
Na jane kyon teri oar chalne laga
Tere do naina
 
Top