Tere Ankhon Ke Tarif.. (own written)

Pardeep

๑۩۩๑┼●ℛŐŶ
Teri ankhon ke ab kya tarif karu,
Teri ankhon ne madhosh kr rakha hai.

Teri jheel se nili ankhon main,
Tumne ek gehra samundar basa rakha hai.

Tere ankhon main jab b dekhta ho,
Ab in ankhon main doob jane ko dil karta hai.

Tuje nahe pta tere ankhon main kya nasha hai,
Bina kise nashe k humen nashe main dal rakha hai.

In ankhon ko dekh to ab bhukh pyas b nahi lagti,
In ankhon ne to humen hamara khana pina bhula rakha hai.

Jab b tum apne palkhon ko jhapkati ho,
In ankhon ko bar bar chumne ko dil krta hai.

Sada chamakti rahen yeah pyari ankhen, yeh dua hai humari,
In ankhon k liye mar mit jane ko dil krta hai.

Suna hai yeah jahan boht bara hai,
Muje to sara jahan he in ankhon main nazar ata hai.

In ankhon main hamesha k liye bsa lo mujhe,
Sach kahu ab in ankhon main he rehne ko dil krta hai.

Teri ankhon ne dekho kya kr diya,
Ek aam se admi ko shyer bana rakha hai.



FOr someone very special ♥♥♥
 
Ginni%20Singh.gif
:wah:wah:wah:wah
Ginni%20Singh.gif
 
Top