Tarsem Nimana poetry - judai ka dusra Naam

tarsemnimana01

Tarsem Nimana
Mere dost judai ka dusra naam ' Mout ' hota hai

Kyuki saakh se tutkar ' Patte ' yuhi nhi girte ,

' Tanha Raat ' ko rote dekha hai kabhi

Taare Aasman se tutkar yuhi nhi girte ,

Humko maloom hai ke ' Safar Dariya ka '
kabhi khatam nhi hota

Ashiq ' Safar-e-Sehra ' main yuhi nhi rehte

Tera har ik ' Zhakham ' kisi pathar dil ki
nishani hai 'Semme'

' Mohabbat ek saza ' log y
uhi nhi kehte
 
Top