sms

71.Nazroo se jab nazar ka takrar hota hai,
har mod par kissi ka intezaar hota hai,
dil rota hai zakham haste hai,
isi ka naam to pyaar hota hai

72.Unhone dekha aur aansu gir pade,
bhari basant mein jaise phool bikhar pade,
dukh woh nahin ki unhone hume alvida kaha,
dukh to ye he ki uske bad wo khud ro pade

73.Mana ye waqt hame yaad karne wala nahi,
par bewaqt he yaad karliya karo,
mana aapke aspas sari duniya hai,
kabhi hamari kamika bhi ehsas karliya karo

74.Nashili aankho se wo jab hamein dekhte hain,
hum ghabraakar ankhen jhuka leite hain,
kaun milaye unn ankhon se ankhen,
suna hai wo ankho se apna bana leite hai

75.Chandni raat main jab sara jahan sota hai kisi ki
yaad main koi badnaseeb rota hai,
khuda kisi ko pyar pe fida na kare aur kare to juda
nakare

76.Har pal muskurana zindagi hai,
muskurakar gam bhulana zindagi hai,
jeet kar muskurana bhi kya muskurana hai,
haar kar muskurana zindagi hai

77.Hum nibhayenge dosti marte dum tak,
hum hasayenge tumko gham se khushi tak,
aye dost kabhi humse naraz na hona,
saath rehna hamare akhiri dum tak

78.A child uses its thumb 2 chew,
an illiterate uses his thumb 2 sign,
a winner uses his thumb 2 show victory,
but a monkey is using his thumb 2 read this sms

79.Jab se tumhe jana hai,
jab se tumhe paaya hai,
har dua mein tera naam aaya hai,
taaki poochhu rab se ki yeh kaisa namoona banaya hai

80.Ret pe naam kabhi likhte nahi,
ret pe naam kabhi tikte nahi,
log kehte hai ki hum patthar dil hain,
lekin pattharo pe likhe naam kabhi mit te nahin
 
Top