Lyrics Sajjna Re - Khan Saab - Lyrics

BaBBu

Prime VIP
Sajjna re tere bin jiya mora nahi lage
Tere bina jiya mora nahi lage(x2)

Katu kaise tere bin dari raina
Tere bina jiya mora nahi lage
Tere bina jiya mora nahi lage

Palko mein virah ka gahna pahna
Nindiya kahe aisi ankhiyo mein aaye

Tere bina jiya mora nahi lage
Tere bina jiya mora nahi lage
Sajjna re

Bundo ki payal baji suni kisi ne bhi nahi(x2)
Khud se kahi jo kahi kahi kisi se bhi nahi

Bhigne ko mann tarsega kab tak
Chandani mein aasu chamkega kab tak

Sawan aaya nahi barse aur nahi jaye
Sawan aaya nahi barse aur nahi jaye
Nindiya kahe aisi ankhiyo mei aaye

Tere bina jiya mora nahi lage
Tere bina jiya mora nahi lage
Sajjna re

Sargum chidi pyar ki khilne lagi thi gum kali(x2)
Khusboo se par mang kar Ud chali hu pee ki gali

Aanch ghole meri sanso mei purwa
Dol dol jaye pal pal manwa

Rab jane ye sapne hai ke ya hai saye
Rab jane ye sapne hai ke ya hai saye
Nindiya kahe aisi ankhiyo mein aaye

Tere bina jiya mora nahi lage
Tere bina jiya mora nahi lage
Sajjna re tere bina jiya mora nahi lage
Tere bina jiya mora nahi lage
 
Top