Lyrics REHAMO KARAM Lyrics – BANJO | Ajay Gogavale

Miss Alone

Prime VIP
Haari hatheli ki laqeerein kyun deva
Saari bani hain zanjeerein kyun (x2)

Aankhon ke aage andhera sa hai
Rootha hai mujhse savera kyun
Kya woh dhanak ki satrangi thi
Meri nazar ka bharam

Daata tera kaisa
Hai rehamo karam.. (x5)

Kabhi jinke karte the nazare
Bani hain unn khawabon ki mazare

Chura chura toot kar kyun
Aashiyana hasraton ka hua re
Seene mein dard ka dera sa hai
Pighla nahi buth tera kyun

Tu hi bata iss toote dil se
Ab nibhaau kya dharam

Daata tera kaisa
Hai Reham-O-karam.. (x5)

Hey Ram…
 
Top