Reh jain phir na tanha main aur meri tanha .......!!!!

~¤Akash¤~

Prime VIP
Saanson ka kya bharosa kab chor jain saath
Laikin rahain gay saath main aur meri tanhai

Aaye na tumhe yaad kabhi bhul kar bhi hum
Kartey hain tumhe yaad main aur meri tanhai

Aa ke paas kyon door ho gaye hum se
Kartey hain teri talash main aur meri tanhai

Tum ko rakhain gay saath zeenat bana kay ghar ki
Reh jain phir na tanha main aur meri tanha .......!!!!
 
Top