Chaand pagla tha, chala aya jo meri janib Main to baadal tha hamesha se be-ghar thehra Woh chala aya khayalon main henna ki suraat Rang dena tha ussey aur main pathar thehra