Raat or din mei tujh ko hi dekhun dil meraa tujh se bhar....

Pardeep

๑۩۩๑┼●ℛŐŶ
Raat or din mei tujh ko hi dekhun
dil meraa tujh se bhar taa nahin

jab se payaa he mene sanaam
paas duniyaa ko payaa nahin

jab se dil ne tujhe paa liyaa
kuch bhi pane ki hasraat nahin

mere qdmon mei saraa jahaan
ab khizaan ka nazaara nahin

meri chahaat, hasraat he tu
ab to koi bhi hasraat nahin

chaien tu he, tu hi qaraar
paas becheniyaa abb nahin
 
Top