Public to santa: Us Rowdy ke waje se hum pareshaan

~¤Akash¤~

Prime VIP
Public to santa: Us Rowdy ke waje se hum pareshaan hai.Use hamaare area se baagane ka tarika bataao?
Santa: Aasan hai Use election mein khada kar ke MLA bana do.Aagle Paanch sal tak woh tumhare area ki taraf nahi ayega.....
 
Top