»SukhMani«
*Nirbhau Nirvair*
Har kisi pe aitbar karna chod do
Wah Wah
Har kisi pe aitbar karna chod do
ACP says: Daya Darwaza tod do
.....................................................
Bhigoge agar barish mein to jhukam or khansi hi
hogi Jara gor farmayega
Bhigoge agar barish mein to jhukam or khansi hi
hogi
ACP says: 2-2 murder kiye hain tumhe to fansi hi
hogi
............................................................
Tumhari patni ka bhai lagta tumhara saala hai
Wah Wah
Tumhari patni ka bhai lagta tumhara sala hai
Daya says:
Abhijeet mujhe to lagta jaroor daal mein
kuch kala hai