Old Lyrics Piya Maine Kya Kiya Lyrics - Us-Paar (1974)

Goku

Prime VIP
Staff member
Mitwa mitwa mitwa
Piya maine kya kiya
Piya maine kya kiya
Mujhe chhod ke jaiyo na
Piya maine kya kiya
Mujhe chhod ke jaiyo na
Piya maine kya kiya

Manwa bhuj na paye o
Manwa bhuj na paye o
Ho gayi kon si bhul re
Chal gayi mere pyar ko
Kyu patjhad ki dhul re
Ruthe tum kis baat pe
Ruthe tum kis baat pe
Mujhe ye bataiyo

Piya maine kya kiya
Piya maine kya kiya
Mujhe chhod ke jaiyo na
Piya maine kya kiya

Kuchh bhi kaha na jaye ho
Kuchh bhi kaha na jaye ho
Chalke bas mere nain re
Chhod gaya mera sath ho
Beech gagar mein chain re
Ban gaye phul babul kyu
Ban gaye phul babul kyu
Koi to samjhaiyo
Piya maine kya kiya
Piya maine kya kiya
Mujhe chhod ke jaiyo na
Mitwa mitwa mitwa
Mitwa mitwa mitwa.
 
Top