~¤Akash¤~
Prime VIP
ajab se khawahish dil main paal li hai
tumhain bhool jany ki sorat nikal li hai
karoon kis tarah biyan main wo zaat
jis ki khatar apni zaat tak dhaal li hai
dekh kar heraan rah jaty hain kuch loog
wo tasveer jo hum nay dekh bhaal li hai
sunty hain shahar-e-dushmanan main her aik nay
hamain juda karny ki ajab chal li hai
ab kar lay jo rah gaya hai karny ko
ye dushmani to hum ny beharhaal li hai
apni taraf say maar kar mujhay wo khosh hoa
main bach gai hoon k himat kamaal li hai
dukh deta raha wo umar bhar kmujhay
main nay zindgi bohat pur malal li hai
hijar ko khoshi say lagaya galy
or wasal k liye mout bhe taal li hai