nafrat

unhein nafrat huii sare jahan se,
nayii duniya koi laye kahan se,
tumhari baat lagti hai mujhe
teer,
nigaah ka kaam lete ho zubaan
se,
nazar par kyun chadha kar
mujhko patka,
giraya kyun zameen par ,asmaan
se,
unhein jiss baat se thi sakht
nafrat,
wahi baat nikali zabaan se.
 
Top