Old Lyrics Nadiya Kinare Nain Hamare Lyrics - Jhoom Utha Akash (1974)

Goku

Prime VIP
Staff member
Ho nadiya kinare nain
Hamare tohe nihare
Hay re daiya ui mori maiya
Panv mein chubh gaya kanta
Kaise chalu man mein jalu
Main koyi mujhe le jata
Hay re daiya ui mori maiya
Panv mein chubh gaya kanta
Kaise chalu man mein jalu
Main koyi mujhe le jata

Hay re hay kaisa julam hai
Nadiya ke par mora balam hai
Bar bar bole yeh mori payaliya
O mere sajana aa aa aaja
Ho das rahe hai humko
Sab najare sab najare
Ho nadiya kinare
Ho tohe nihare

Aaja pukaru main tohe sajani
Man ko jalaye biraha ki agni
Aaj tujhe hai preet nibhani
Bit na jaye rut yeh suhani
Ho aa tadap rahe hain
Bin tihare bin tihare
Ho nadiya kinare
Hay re daiya ui mori maiya
Panv mein chubh gaya kanta
Kaise chalu man mein jalu
Main koyi mujhe le jata
Hay re daiya ui mori maiya
Panv mein chubh gaya kanta
Kaise chalu man mein jalu
Main koyi mujhe le jata.
 
Top