na chah hai koi,na ab koi manzil hai,bus kaanto aur viraaniy

~¤Akash¤~

Prime VIP
kitana akela hoon main,bhid me bhi tanha hoon main
na jaane ye tanhaiya kab rukhasat legi mujhase,
na jaane kab ye viraaniya door hogi,
shayad ab to jindagi bhar hai in viraaniyon se hi wasta,
na chah hai koi,na ab koi manzil hai,bus kaanto aur viraaniyon se bhara hai apna rasta
 
Top