Mujko wanha tak suniye.............

~¤Akash¤~

Prime VIP
Chand se phool se, ya meri juban se suniye....
har jagah aapka kissa hai, jahan se suniye......

Sab ko aata nahi duniya saja kar jeena,
JINDAGI kya hai, meri juban se suniye.....

Kya jaruri hai ki har parda udhaya jaaye,
mere halaat bhi apne hi makan se suniye....

meri AAWAZ hi parda hai mere chehare ka,
main hoon KHAMOSH janha,
Mujko wanha tak suniye.............
 
Top