Old Lyrics Mohd Rafi, Lata Mangeshkar - Tere Nainon Ke Main Deep Jalaoonga

chief

Prime VIP
AnuraagHindi197220180112500x500-1.jpg





Artist : Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Track : Tere Nainon Ke Main Deep Jalaoonga
Album : Anuraag (1972)

Musician : S. D. Burman
Lyricist : Anand Bakshi











Tere nainon ke main deep jalaunga
Tere nainon ke main deep jalaunga
Apni aankhon se duniya dikhlaunga

Achcha! woh kya hai, ek mandir hai
Us mandir mein, ek moorat hai
Yeh moorat kaisi hoti hai
Teri soorat jaisi hoti hai
Woh kya hai, ek mandir hai

Main kya jaanu chhanv hai kya
Aur dhoop hai kya
Main kya jaanu chhanv hai kya
Aur dhoop hai kya
Rang-birangi is duniya ka roop hai kya
Woh kya hai, ek parvat hai
Us parvat pe, ek baadal hai
Yeh baadal kaisa hota hai
Tere anchal jaisa hota hai
Woh kya hai, ek parvat hai

Mast hawa ne ghoonghat khola kaliyon ka
Mast hawa ne ghoonghat khola kaliyon ka
Jhoom ke mausam aaya hai rang-raliyon ka
Woh kya hai, ek bagiya hai
Us bagiya mein, kayi bhanwre hain
Bhanwre kya jogi hote hain
Nahin dil ke rogi hote hain
Woh kya hai, ek bagiya hai

Aisi bhi anjan nahi main ab sajna
Bin dekhe mujhko dikhta hai sab sajna
Achcha! woh kya hai, woh sagar hai
Us sagar mein, ek naiya hai
Are toone kaise naam liya
Mann se aankhon se kaam liya
Woh kya hai, woh sagar hai
 
Top