meri maut ki khwahish jatai to hoti

~¤Akash¤~

Prime VIP
karni khuda se kuch baat baaki hai
hameunse kehni kuch baat baaki hai
maut aayegi to kehna ruk abhi
apne dost se mulakat baaki hai

majboori kya hai unhone batai to hoti
judaai ki baat u sunai na hoti
kabra ki mithi bhi de dete unhe
meri maut ki khwahish jatai to hoti
 
Top