Lyrics Manwa Behrupiya Lyrics – Arijit Singh | Bollywood Diaries

Miss Alone

Prime VIP
Ye kahaan leke aayi hain khwaishein
Mmm… dhadkane bekhudi mein jaane kya kahe
Hua kya hai tujhe, aye mere mann baawre
Bebasi mein jaane na tu, ye kya kare

Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya
Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya

Ek dor koi kheenche
Khwabon ke peeche peeche
Kehna kisi ka maane naa

Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya
Aye manwa behrupiya
Tu na jaane ye kya kar diya
 
Top