Main tanhaa hoon

bhoot_hun_mai

@L0nE DuDE
Main tanhaa hoon
mujhe sahaara do
mujhe yaad aati hai
Un raaton ki
Un baton ki
laakh samjhaya dil ko
phir bhi main tanhaa hoon
mujhe sahaara do
main kuch nahin chahta
faqat tumharey dil key
main tanhaa hoon
mujhe sahaara do
haan main ne ki hain ghaltiyan
par un ghaltiyon ki saza yooon judai na do
main tanhaa hoon
mujhe sahaara do
 

Similar threads

Top