Main taare tod ke laun
Mere itne lambe hath nahi
Sabke jaisa hoon main bhi
Koyi mujhmein alag si baat nahi
Haan mujhmein alag si baat nahi
Dil phir bhi chupke se
Yeh poochh raha tumse
Tum mujhse ae pyar karogi kya
Sapnon mein mere ajnabi
Dheere se daakhil ho kabhi
Galiyon galiyon tera kissa aam hai
Saare chanaron pe likha
Saare pahadon pe likha
Aayat aayat jaisa tera naam hai
Sapna aisi sach kar paun
Mere aise halat nahi
Sabke jaisa hoon main bhi
Koyi mujhmein alag si baat nahi
Haan mujhmein alag si baat nahi
Dil phir bhi chupke se
Yeh poochh raha tumse
Tum mujhse ae pyar karogi kya
Resha resha tujhko bunta hoon
Kesar kesar tujhko chunta hoon
Bas ek veham hai ya
Meetha sa bharam hai tu
Afwahein yeh bhi main bhi sunta hoon
Dil phir bhi chupke se
Yeh poochh raha tumse
Tum mujhse ae pyar karogi kya
Mere itne lambe hath nahi
Sabke jaisa hoon main bhi
Koyi mujhmein alag si baat nahi
Haan mujhmein alag si baat nahi
Dil phir bhi chupke se
Yeh poochh raha tumse
Tum mujhse ae pyar karogi kya
Sapnon mein mere ajnabi
Dheere se daakhil ho kabhi
Galiyon galiyon tera kissa aam hai
Saare chanaron pe likha
Saare pahadon pe likha
Aayat aayat jaisa tera naam hai
Sapna aisi sach kar paun
Mere aise halat nahi
Sabke jaisa hoon main bhi
Koyi mujhmein alag si baat nahi
Haan mujhmein alag si baat nahi
Dil phir bhi chupke se
Yeh poochh raha tumse
Tum mujhse ae pyar karogi kya
Resha resha tujhko bunta hoon
Kesar kesar tujhko chunta hoon
Bas ek veham hai ya
Meetha sa bharam hai tu
Afwahein yeh bhi main bhi sunta hoon
Dil phir bhi chupke se
Yeh poochh raha tumse
Tum mujhse ae pyar karogi kya