Lyrics Mai Ri Mai Lyrics – Parched | Neeti Mohan, Harshdeep Kaur

Miss Alone

Prime VIP
Mai ri mai
Mai ri mai
Main baadal ki bitiya
Mai ri mai
Main saawan ki nadiya

Do pal ka joban
Do pal thitholi
Boondon saji hai
Chunar meri choli

Ufan kar chali main
Saagar se milne
Le kar ke thodi si
Tirchi dagariya

Mai ri mai
Ho mai ri mai
Main baadal ki bitiya
Mai ri mai
Main saawan ki nadiya
 
Top