Old Lyrics Madad Kijiye Tajdare Madina Lyrics - Dayar-E-Madina (1975)

Goku

Prime VIP
Staff member
Ya nabi lije khabar bigadi hui taqdeer hai
Aap ka har ek amal kuraan ki tasvir hai

Madad kijiye tajdare madina
Madad kijiye tajdare madina
Mai aankho se dekhu daya re
Madina daya re madina
Madad kijiye tajdare madina

Vo jhali vo roja vo minar dekhu
Do aalam ke aaka ka darbar dekhu
Vo jhali vo roja vo minar dekhu
Do aalam ke aaka ka darbar dekhu
Khuda ki khudai ka shahkar dekhu
Hai din raat an intjhare madina
Madad kijiye tajdare madina

Nahi maine dekha kabhi pyar maa ka
Khata kijiye kali kamli ka saya
Huzur apni shah me yatimi ka sadka
Hamesa rahu khaksare madina
Madad kijiye tajdare madina
Mai aankho se dekhu daya re
Madina daya re madina
Madad kijiye tajdare madina
Madad kijiye tajdare madina.
 
Top