Kyun zindagi mein yeh ansoo hote hain?

~¤Akash¤~

Prime VIP
Kyun zindagi ne tumse milaya hamein?
Kyun phir yun juda hue hum?
Kyun tumko dil itna chahata hai?
Kyun phir tumse milne ko tarpe hai maan?





Kyun her insaan mein tumhein main talashata?
Kyun her waqt yeh ankhein tumhein dekhana chahtin?
Kyun her awaaz per main chaunk uthata?
Kyun her khusboo mein tumhein khojata?



Kyun zindagi se kuch maang nahi sakta?
Tumko kabhi aapna keh nahi sakta
Kya is ke baad bhi jeena aasan hoga?
Kya ab hum maar bhi nahin sakte?





Kyun dil ki yeh majboori hai?
Kyun kahani meri itni aadhuri hai?
Kyun sapne aise dekhein maine?
Kyun zindagi mein yeh ansoo hote hain?
 
Top