tera intezar he hai shayd jo mein marna nhi chaahta janta hun tu naa aayega kabhi fir kyu mujhse mara nhi jata sochta hun dil laga loon kisi aur se par kyu apna he dil nazar nhi aata tamaam sitamo pe bhi zinda hun kyu mujhse mara nhi jaata...