kyo tu acha lagta hai

Kyo tu acha lagta hai kabhi waqt mila to sochege
tujhme kya kya dekha waqt mila to sochege
sara sehar sarra sai ka dawedaar to hai lekin koun hamara apna hai
waqt mila to sochege
aur humne usko likha tha kujh milne ki tadbeer karo usne likh kar bheja hai
waqt mila to scohege
oh ya to apne dil ki mano ya phir duniya walo ki mashwara uska acha hai
waqt mila to sochege
kyo tu acha lagta hai waqt mila to sochege


janab atta ulla khan
 
Top