kya Khuda kbhi pyar ke liye rota hai???

~¤Akash¤~

Prime VIP
Ehsas ke bina pyaar bayan kare jo,
Ye ek tarha ka kya samjhota hai???

Chand taron se sajta hai asmaan,
aasman bhi kabhi rat ko sota hai???

Jise basaya ho is dil me humne,
Kya wo dil se kbhi apna hota hai???

Ek kinare par koi pahunch jaye,
Aakar wha kbhi koi kisiko khota hai??

Dil toot jata hai jab pyar nahi milta,
kya Khuda kbhi pyar ke liye rota hai???
 
Top